Friday, November 22, 2024
HomeInternationalState Bank of Pakistan nay Plastic Currency note jari karny ki tarded...

State Bank of Pakistan nay Plastic Currency note jari karny ki tarded kar di.

State Bank of Pakistan nay Plastic Currency note jari karny ki tarded kar di. State Bank of Pakistan denies issuing plastic currency notes.

Islamabad: State Bank of Pakistan ki janab say beyan jari keya geya hay kay Plastic karnsi kay bary main mukhtlaf TV Channal aur Social media pay gardish karny wali khbrain bay bunyad hain.

State Bank kay mutabiq Bank, kapas par mabni banay kaghaz istamal karta hay jo kay Security paper limited ki traf say maqami kham mal istamal karty howy maqami satah pay teyar hota hay.

State Bank nay un khabroin ko bay bunyad aur ghar hakeki karar deity howay sakhti kay sath mustard karty howy kaha kay asi koi tajweez ne ya asa koi munsoba zeray ghor ne kay jis may notoo ko kaghaz say plastic main tabdeyla key jay.

RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

- ShowBiz-spot_img

Most Popular

Recent Comments